Thursday, July 7, 2011

jindagi ki rahoon me main ek akeli pathik

kya rakha hai is duniya me
ye jhanjhavatoon ka tufaan hai
jahan insan ki koi kadra nahi
na bhavnaon ka samman hai

aj reh par khade khade
sochne ko majboor hun main
jaun ki raste par akhir
har jagah to baitha dikhta hai bhay